ye long kurti hai aur yah Ham isko college aur office mein roj pahan sakte hain aur iske upar thodi छोटे-छोटे lips bhi Bane hue hain aur thoda green color se bhi iske upar design banaa hua hai aur yah bahut jyada pretty hai aur iska fabric cotton ka hai aur iska net bhi bahut hi jyada achcha hai