Maroon / Burgundy color ki stylish aur comfortable velvet flats hain. Size UK 6 / Euro 39 (6 नंबर) hai. • Condition & Usage: Pre-loved (Used). • Important Details (Please read): 1. Iske andar ke sole ki upper layer thodi chhil gayi hai (jaise photos mein dikh raha hai). Pehnne par yeh pair ke niche chhup jati hai. 2. Iski back elastic strap thodi khinch (stretch) gayi hai, isliye agar aapka pair thoda broad (chauda) hai ya aap comfortable fit chahte hain, toh yeh aapke liye perfect rahegi. • Price: Only 99 Coins! Cash feature jaldi open karne ke लिए बहुत कम कॉइन्स में दे रही हूँ। जिन्हें ज़रूरत हो, तुरंत ऑर्डर करें!