Gown shimmering h kafi sundar h ghera bhi kafi bada h iska isme ek hi defect h iske centre me Thoda daag h jo nikal bhi sakta h wash karne pe or nahi bhi I don’t know itna visible bhi nahi h
but Isko kisi saree pin se bhi cover kiya ja sakta easily not a big issue