abhi tak use nahi ki h kyon sell kar rahe ho. 1000 coins. 9 ko fit higa
hayvan_btc
available??
mohan_yadav2
@vipin_patida hello bhai main aapko last 700 mein sell kr skta hu usse Kam mein nhi ho payega kyonki main 700 mein sell kr chuka tha lekin late pickup krne ke karan usne cancel kr diya, agr aapko lena hai to buy kar sakte hai 700 rupees mein