this is new unsed saree aap dekh skte ho isme fall side piko kuch nhi hua h ye new Saree h
main bht km saree wear krti hu isiliye kafi time se isko leke rkha hua h isiliye mere kam ki nhi hai
mene ye saree 1500 rupey ki li thi mall se just because iska work dekh k
look at the work and design
if you love Banarasi and Banarasi silk you'll love this saree and apko ye taiyar karni padegi fall lgani pdegi iske sath blause ka kapda saree k ander hi h