Maine ye fridge magnet khud apne haathon se design kiya hai. Isme traditional Mirror aur Dot Mandala ka combination use kiya hai jo ise bahut vibrant aur unique banata hai.Is vibrant magnet par resin coating ki gayi hai, jisse iske colors aur bhi pop ho kar dikhte hain. Ekdum shiny aur durable piece! Type: 100% Handmade Material: High-quality base, mirrors, and acrylic colors. Condition: Brand New (Just finished making it!) Specialty: Iska design maine apne YouTube channel ke liye banaya hai, toh ye ek single exclusive piece hai. Backing: Isme piche ek strong magnet laga hua hai jo fridge ya kisi bhi metal surface par tight rahega. Aapke fridge ko ek artistic look dene ke liye ye perfect piece hai. Support my art! ✨