@nishu_singh6261 aap ne Jo Mera grahak kharab Kiya 999 le raha tha phone apne 200 rupees or 1000 coin bol kar rate kharab Kiya usne FIR liya hi nahin phone vo bol raha hai 4000 coins duga aap thodi samajh honi chahie kahan ₹1400 ka saman usko aap sidha ₹200 rupees main lene ko bol rahe hain I 500 bhi bolati to theek tha usne meri marji hai do na dun aise grah kharab nahin karte maine aapko galat nahin kaha kuchh