Assalamu alaikum so basically ye abaya thode din ke liye used hua hai isme Jo bade wale stones hai o ek bi Nahi nikla ha full sleeves me work hai air neck me bi work hai and Jo chote stones hai o thode se nikle huye Hain and abaya aapko pehenne SE pehle whole abaya do baad stitch karana padega side me kyunnki isme ek stitch hi hai aur sleeves ke andar ek sleeve hai double layer sleeve hai Maine saara Kuch mentioned krdiya hai agar aapko Kuch doubt ho toh puchlen agar aapko Lena hai toh please sab Kuch jaanke Len kyunki Mai Nahi chahti ki Len phir return kren isme bas time waste Hoga
already low price rakha hua hai so please don't bargaining price is fixed