

Zindagi mein hamesha aage badhne mein yakin rakhti hoon. Main ek housewife hoon jo apne parivar ko sambhalti hai, par saath hi mere apne sapne aur meri apni ek alag pehchan bhi hai. Shauk hai nayi jankariyan ikat-tha karne ka aur har din kuch naya seekhne ka. Positive rehna aur muskurate rehna hi mera mantra hai.
Pune Division, Maharashtra
Joined FreeUp 3 years ago